Tumhare aane se zindagi me tufaan sa aya tha
Ab na dard hai na tum ho na tumhari aahat
Shayad dil ko isi ki chahat thi hamesha
Na koi sikwa hai na sikhayat bas Sukoon
Sukoon ki ab intezaar sabd se koi nata ni hai
Sukoon ki ab dil humara kisi ka mohtaj ni hai
– Ash